Shab Tum Ho Song Lyrics | Darshan Raval
Table of Contents Shab Tum Ho Song Video Shab Tum Ho Song Lyrics Itni mohabbat karta hoon Ke lafz bhi na keh paaye Tum mile mujhe yun lage Jaise koi duaa mill jaaye Jaise koi duaa mill jaaye Mujhe jeena tera bana le Kiya khud ko tere hawaale Sochun tujhe shaam se subah tak Har lamha… Ki shab tum ho… Tumhi din ho… Tumhi din ho… Ik dil hi toh tha mera Woh bhi tune le liya Mujhe dena tu wafaa Yeh hi tujhse ilteja Yeh hi tujhse ilteja Shabnami si ho tum Meri pyaas mein rehna Mera sukoon ho tum Mere paas hi rehna Mujhe jeena tera bana le Kiya khud ko tere hawaale Sochun tujhe shaam se subah tak Har lamha… Ki shab tum ho… Tumhi din ho… Tumhi din ho… Song Details Starring: Darshan Raval, Sarah Khatri Singers: Darshan Raval Lyricist: Sayeed Quadri Music: Darshan Raval Music Label: Indie Music Label / Sony Music India शब् तुम हो सोंग हिंदी लिरिक्स इतनी मोहब्बत करता हूँ के लफ्ज़ भी ना कह पाए तुम मिले मुझे यूँ लगे जैसे कोई...