Posts

Showing posts from November, 2025

Mausam Ki Tarah Song lyrics

Image
Table of Contents  Mausam Ki Tarah Video   Mausam Ki Tarah lyrics Duniya ki tarah, rasmon ki tarah Vaadon ki tarah, kasmon ki tarah Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Duniya badalti hai, mausam badalte hai Lekin mere dil ko badal nahin paaoge Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Aasmaanon ke aage tumne vaada kiya hai Dil ke badle mein maine pyaar tumko diya hai Dharti ki, ambar ki kasam Mujhko hai tere sar ki kasam Nazrein badalti hain, sapne badalte hain Lekin meri dhadkan ko tum dhadkaaoge Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Meri pehli tamanna, aakhri pyaar ho tum Rooh mein bas gaye ho, mere dildaar ho tum Aise hi tumhe chaahoonga main Tumhe dulhan bhi banaaoonga main Sehre badalte hain, khushboo badalti hai Pal pal meri saanson ko tum mahekaaoge Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge Mausam ki tarah tum bhi...